Friday, November 20, 2009

song ‘Hichki Hichki’ from the movie Paa (2009)

Movie – Paa (2009)
Cast – Amitabh Bachchan, Abhishek Bachchan, Vidya Balan, Paresh Rawal
Director – R Balakrishnan
Music Director – Ilaiyaraja
Song – ‘Hichki Hichki’
Lyrics – Swanand Kirkire
Singer - Sunidhi Chauhan

hichki hichki hichak
hichki ho na jana
khwaabon ki gali mein
tu yaad ban ke kho na jaana

hichki hichki hichak
hichki ho na jana
khwaabon ki gali mein
tu yaad ban ke kho na jaana

hichki hichki
hichak hichki ho na jana
khwaabon ki gali mein
tu yaad ban ke kho na jaana

hichak hichki ka aana jaana
sisak siski ka tana bana
kisi ki hichki hai
kisi ki siski hai
siskiyon ki bheed mein
tu kho na jana
hichki hichki hichak
hichki ho na jana

hichki hichki…
hichak hichki…

hichak hichki…
hichak hichki…

jo hai pataa wo na bataa
raaz chhupaane mein
hai sachha mazaa
hichak hichki…
hichak hichki…

kehna hai jo keh doge na
baatein banane ko hai
kuch na bachaa
hichak hichki…
hichak hichki…

hasti hoon main
kyunki maine kabhi
kuch na kahaa
baaton hi mein baaton se
tu baaton ko na badhaa
hothon ki baatein
kabhi hothon se jaae nahin
hothon pe rehne do na jaan

hichki hichki
hichak hichki ho na jana
khwaabon ki gali mein
tu yaad ban ke kho na jaana

hichki hichki
hichak hichki ho na jana
khwaabon ki gali mein
tu yaad ban ke kho na jaana

hichak hichki
hichak hichki

jaane do na
jeene do na
jeene se roko nahi
jaane do na
jaane na woh jaanega toh
jiyega aise jaise koi sazaa
hichak hichki
hichak hichki
hasta hai woh
kyunki tune abhi kuch na kaha
baaton hi mein
baaton se tu
baaton ko na bada
hothon ki baatein kabhi
hothon se jaaye nahi
hothon pe rehne de na ja

hichki hichki
hichak hichki ho na jana
khwaabon ki gali mein
tu yaad ban ke kho na jaana

hichki hichki
hichak hichki ho na jana
khwaabon ki gali mein
tu yaad ban ke kho na jaana

hichak hichki ka aana jaana
sisak siski ka tana bana
kisi ki hichki hai
kisi ki siski hai
siskiyon ki bheed mein
tu kho na jana
hichki hichki hichak
hichki ho na jana

No comments:

Post a Comment